Wednesday, July 28, 2010

kuchh kehna hai...


Hi... myself saurabh Tripathi...,


kya kahun.... Jindagi chalati hi ja rahi hai... roj subah uth ke us chhoti gilahari ko dekhana... jo aise hi uchhalati rahati hai... bina kisi wajah ke...


sochata hun... kya main nahin uchhal sakata pure utsah ke sath.... bina kisi wajah ke.... hum sabhi kuchh na kuchh ho jana chahate hai.... kuchh na kuchh hasil kar lena chahate hai... par kya hum bas ji nahin sakate... bina kuchh hasil kiye.... bas waise jaise hum hain... jaisa humen banaya gaya hai...


us chhoti gilahari ki tarah...


No comments:

Post a Comment